top horizontal

Do you really want to Success your life | kya App kamyab Hona Chahte hain ? basic Rules to success in your life

 Kya App bhi kamyab hona chahte hain ?

Dunya kay kamyab tareen logon nay bhi nakami ja muu dekha hoga lakin phir bhi aaj wo log kamyab hain . In ki kamyabi ki wakha kya hain >


ye sawal bhot ihem hain akher wo kya tareqa tha jissay apna kr unhon nay kamyabi hasil ki ?


acually in ki kamyabi ki asal wajh ye hain kh unhon nay apni nakami ko koi ahmiat nhi di aur nazar andaz jarkr huee koshish me lagee rahee aur akhar wo kamyab hueee 


jin ke pass khane ko roti aur pehenne ko kapra nhi tha aaj in logon k shumar ameer tareen logon mein hota hain aur jo log dosron ssy baat krte huee kampte thy aaj wo log lakhon logon me takreeren krte hain aur apni andaaz bayan sy saameen ko apna tarafg amadah banate hain ye wo log thy jin k mqasid mein mushkilaat ayee aur nakamiu ka samna krna parha aur inhon ne nakami ko nazar andaz krke khud ko ek mazboot insaan hone ka saboot dya .

agar aap ke andr bhi self confidence nhi hain aur ap hameesha sy nakamion ka samna krte chalee ayee hain tou pareshaan na hon aur himat  aur hosrla sy kaam lein 

naa umeedi aur ehsaas kamtari ka shikaar na hon aur balki nakamiu ko ahmiat na dete huee inhee nazar andaz kr kay mehnat aur lagn sy koshish krein result mein farq zaror ayeega .


kamyabi kisi Imkaan ko mumkin banane ka naam hain :


Jalaal Ud Deen  ka guzar ek jagh sy hua ek kisaan pani ki talash mein zameen khood raha tha wo kuch kherai tak bhi talab sy khudai krta lakin phir mayoos ho kr dosre jagh khudai shoron kr deta romi ne tasuf sy apne mureedon sy kaha is main sabar nhi , ye ek jagh khudai jari rakkhta tou pani nikal ata lakin ye apna kheet khud khud kr barbad krne per laga hain 


bachein bhi do kisam ke hote hain  ek kisi ek kaam ya khelona paa kr is mein aisa magan ho jate hain kh jese yahi kul dunya hon 

 dosre bache besabre aur becheen hote hain wo hamesha issi ki fikar krte hain jo in ke pass nhi hota  aap kisi maa sy puchee jis nay bachee paal kr baree kyee hon wo batayy gi kh pehli qisam wale khus rehte hain dosri qisam wale har waqt rote rehte hain .

kamyabi ki koi quaranty nhi hoti kamyabi kisi imkaan do mumkin banane ka naam hota hain kamyabi ki sari kahania imkanaat ky wo qissay hote hain jo kisi ne mumkin banay hote hain is lyee kamyabi ki har dastaan sy aap ko sirf apni mustaqil mjazi k lyee ek tasali milti hain awo tasali jo kehti hain khudai jari rakho jald hi mere hissay kq pqni nikal ayee ga warna besabri aur bechenni tou bs waqt aur kheet barbaad aur zindafi bhar ka rona hi deti hain .


Continue in next post

Hope ki aapko kuch naya sikhne ko mila hoga . aap comments me zarorr batayee 

Post a Comment

0 Comments