What is self Confidence Actually?
Khushi ki baat ye hain kh aapke ander kamyabi , traqki aur khush hali k lyee jo salahiyaat hain wo mujood hain . ye wo salahiyaat hain jinhee aap apne zindagi me istmal kr skte hain . lakin aapke aur aapki salahiyatoon ke darmiyan ek rikawat hain aur wo hain aapka khuffff . jese jese aap mere blogs ke series parhenge aap ka aye khuff khatam hota jayeega .
wo log jinho ne apni zindagi me kuch hasil kya ya kuch paya , wo iski self confidence thi .
Zindagi mein har kamyabi ki bunyad " Khud Atimadi " hain
You can Achieve Self Confidence | App self Confidence Hasil krskte hain :
Agar aapka khayal hain kh aap self confidence sy mehroom hain aur mehroom rahnge tou khush khabri ye hain kh aapk self confidence hasil kr skte hain . buri khabar ye hain hain kh apne andr self confidence paida krna aasaan nhi hain . aksar log mein mehdood self confidence hoti hain aur bhotsu mein tou self confidence nhi hoti hain . insan apne andr hide bht si khubyu aur abilities k bare main confission ka shikar hota rehta hain . ek mashoor physiologist ka ek qwol hain .
"Insan ki tarikh ye hain kh usne khud ko hamesha bht sasta froqt kya hain "
agar self confidence itni hi zarori hain aur har shaks hasil krna chahta hain tou phir kyu chand log hi ussay hasil kr pate hain ?
Iske hazaru Asbaab hain lakin ek baat jo sub sy zaroori hain aur khushi ki hain , ye kh self-confidence actually sekhaa ja skta hain islyee kuch points hain jo kh excercises k throuhg aap apne andr selfconfidence paida krskte hain aur ye exercies is series of blog mein barhi hui hain .
khushi ki baat ye hain kh har insaan me self-confidence different levels py hoti hain . fo example kuch logon ko confidence ek kaam mein ziada hoti hain tou dosre logon ko dosre kaam mein ziada hoti hain lakin aap jis fields sy hain aapne ussi field mein self confidence ko barhana hain .
Law of Casuality :
Arstu ( Greek Philosopher) ne ye qanoon byan kya tha kh kainaat mein har cheez k peche ek sabab hota hain . science issay (Law of cauality ) kehta hain .
ye qanoon kehta hain kh agar hamari zindagi mein kai aisa sabab mojodd hain jis k wajh sy hum kisi masle ya aise hallat ka shikar hain jo hum nhi chahte tou is sabab ko door krke is masle aur in halaat ko khatam kya ja skta hain . jab sabab nhi hoga tou us say paida hone wala masla ya hadsa bhi janam nhi lega . you hum different results hasil krne k qabil hote hain .
Thori sy self confidence k sath aksar log mehnat tou bhot krte hain magar kamyab nhi hote lakin jab wo apni gehrai mein jate hain tou unhee pta chalta hain kh unhun nay apne andar aisa yaqeen paida kye hue hain jo unhee kamyabi k khuaf mein mubtla kyee huee hain - kamyabi ka khuaf say chutkara bhot ziada kamyabi k hasool sy mumkin nhi hain .
you want happiness : Aap Khushi Chahte hain .
Kisi bhi cheez sy ziada log khushi hasil karna chahte hain . hum sub chahte hain kh hamain khushi mile aur hum khud ko acha mehsoos krein . is ke elawa hum ye chahte hai kh hamare pass zehni sakoon (peace of mind ) hon . aur ye tabhi mumkin hain kab hum apni zindagi k tamam kaam puri confidence k sath krne k qabil hon . self confidence sy kaam krna us time mumkin hoga kh jab hum apne kamu ko chahe wo hamari apni zindagi k related hon ya femily ya bussiness ya phir office k related , hum apne sy behtar toor per anjaam dy aur khud hi fesilee krein .
law of cascuality hamain ye batata hain kh agar hum bharpoor confidence chahte hain tou hamain wo asbaab ikhtiyar krne honge jin kay zaryee confidence paida hoti hain . agar hamain ye pta chal jayee kh dosre confidented log kya krte hain kh wo apne andr ek azeem self confidence rakhte hain . hum unhi k tarh mehsoos krnge . hum phir kahe nhi rukinge aur aghee parhte hi chale jaynge ,.
Continue in the next blog ----------------------
agar achi lagi tou comment mein zaroor bata dejyeega .
Thank you <3
0 Comments